(Ya hussain) x4
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 Husain ka gham mana rahe hai
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliye) x2 (Hussain ka gham manaa rahe hai) x2 (Jaha mai sare hussain wale) x3 (Hussain ka gham manaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Khalil-e kaaba kaha ho awo) x2 (Khalil-e karbobala ko dekho) x2 (Hussain-e jalti huwi zami se) x3 (Pisar ki mayyat utha rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Hussain ke ye jigar ke takat) x2 (Hai jis se ayub ko bhi hairat) x2 (Gale pe khanjar rawaa he lakin) x3 (Hussain kalma suna rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Kahi pe akbar sa gulbadan hai) x2 (Kahi pe qasim ghule hassan hai) x2 (Jigar ke tukra se shah-e wala) x3 (Zamin-e maktal sajaa rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Na jane zainab ne kaise dekha) x2 (Ajib-e manzar wo karbala ka) x2 (Hussain-e gir gir ke uth rahe hai) x3 (Tarap ke akbar bula rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Charage khayma bujaa ke sarwar) x2 (Banaa gaye hai ek aisa lashkar) x2 (Unhi charaago ki roshni se) x3 (Charag-e sabjag maga rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Ye urte badal ye behte darya) x2 (Suno zaraa kya bataa rahe hai) x2 (Jahaa khudaa hai waha hussaini) x3 (Hussain ka gham mana rahe hai) x2
(Yeh chand tare, yeh phool kaliya) x2 (Husain ka gham mana rahe hai) x2
(Pidar ke sine pe sone wali) x2 (Sumo se rehwar se hai lipti) x2 (Sakina shayad samaj gayi hai) x3 (Ke baba marne ko jaa rahe hai) x2

Social Plugin