(Suno husseinio) x2 (Hussain-e wo jo zehre tegh has ke sogaya) x2 (Yazid-e wo jo zillatio ka naam-e hogaya) x2 Hussain wo jo marziye khuda kharid-e le, yazid-e wo he jiska koi nam-e bhi ne le (Yazid-e zinda re ke murdabaad hogaya) x2 Hussain-e sar kata ke zindabad-e zindab-e zindabad hogaya. (Zindabad) x5
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
(Quran-e me hadis-e me yazid-e ka bayaa nahi) x2 (Yazid-e ki to kabr-e ka kahi bhi koi nishaa nahi) x3 Ajaa bajaa hai dehre me, hussain-e ki awlaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
(Burayi-o ke dehr-e me yazid-e aam-e kargaya) x2 (Hussain-e se laraa to apni mot-e aap-e margaya) x3 Ye kal bhi murdabaad-e tha wo abh bhi murdabad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
(Har ik-e sharif-e zehne se, yazid-e itna gir gaya) x2 (Kisi ne apni laal-e ka yazid-e naam-e na rakha) x3 Ye kal bhi naam murad tha wo ab bhi naam murad-e hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
(Yazid-e wale takht-e par, nasib-e ke kharab-e hai) x2 (Hussain-e wala kayd-e me bhi reh ke kamiyaab-e hai) x3 Hussainyat ki thokare yazid aur ibne ziyaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
(Hussain zindabad) x4
(Jahaa me sab se zyadaa ashk-e jiske naam-e par baha) x2 (Zamaana laa ghame hussain-e ka koi jawaab-e la) x3 Gineez-e buk ko bus mere hussain-e se anaad hai
(Hussain zindabad) x4
Ye kal bhi zindabad-e tha wo ab bhi zindabad hai
Social Plugin