(Yabne zehra, ya abbas) x2 (Ya abbas) x5

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2

    (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi hai or kal bhi rahenga

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Tere alam ke saye me duniya, apni murade mang rahi he) x2 (Tere alam ke saye me aakar) x2 Jo nahi manga wo bhi milanga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Isko abu talib ne banaya, mere nabi ne isko sajaya) x2 (Binte asad ne sehra charhaya) x2 Zehra ke bacho pe saye kareynga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Ha ye alam hamza ka alam hai, ha ye alam jafar ka alam hai) x2 (Ha ye ghadeer-e qum ke bharam hai) x2 sab parchomo ka ye mawla rahenga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Chadare zehra iska pharera, patka bhi hai zainab ke dua ka) x2 (Aise bandhe he mashk-e sakina) x2 Rishta alam se iska rahenga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Bhula nahi sakta ye zamana, pani pe parcham ka lehrana) x2 (Hat katana mashk-e bachana) x2 Banke wafaa tu zinda rahenga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Yuto bohot zainab pe sitam tha, lakin wo gham jo kohe alam thaa) x2 (Wo tera gham tha, wo tera gham tha) x2 Dil tere gham me rota rahenga.

    (Ghazi alam tera uncha rahenga) x2
    (Kal bhi alam tere uncha rahe he) x3 Aj bhi or kal bhi rahenga

(Ghazi alam tera uncha rahenga) x2