Ali maula Ali Maula x3
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Ali maula Ali Maula x2
Lage jab haidari naara
Jaha mai gunj hoti hai,
Ali maula Ali Maula
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Kabhi naade Ali parkar kaho ya fat-he khaibar,
To mushkil hogi mushkil mai, Ali ka naam sunkar
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Nusairi ne khuda mana, khuda ne lafata jaana
Khuda ko wohi samjhenga, Ali ne ko jisne pehchaana
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Ali suraj ko paltade, Ali darya ko theraade,
Ali chaahe to munkir par, kazaa ki aag barsade,
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Ali aamil Ali kaamil, Ali kashti Ali sahil,
Agar insaaf se pucho, Ali islam ka hai dil,
Ali ki badshaahi hai, Ali isme ilaahi hai
Har ek mizan me tola, zuba ke saath dil bola
Ali hai mazhare yazdan, Ali hai bolta quran,
Nabuwat jism ki surat, Ali us jism mai hai jaan,

Social Plugin